Wednesday, 6 January 2016

blog me kese enable kre meta tag description

 google blogger me .. google hme 150 words ka search description deta he jo hmare blog ko google me search hone me  help krta he es se hmare blog ki rank or trafic bhi bdhta he.

search  description enable krne ke liye nimn steps follow kre..

1. blog ke dashboard me jao, setting>>search preferance 

2. meta tag ko edit krne pr ek box khulta he.... jisme aapko apne blog ke bare me 150 words likhne hote he ..  save kr dijiye

blog me post ka search description kese add kre janiye...

 aap jis post ke bare me likhte he.... uska google pr search hona jruri he ...
search description me likhe words google pe search hote he...... jb aap post likhte he to 
right side me search description ka option aata he .. jisme aapko us post ke important word likhne he jo google pr adhik search kiye jate he

search description me aap post ke important words likh Done pr click kre....
es se aapki post google pe search hone lgegi...

THANKU............

Tuesday, 5 January 2016

blog post google me kese search kregi

blog me kevl post dalne se kuch nhi hoga.... aapka post google pe search hona chahiye .. ye sbse jyada important he.......

post ko google pe search krane do trike aap kam me le skte

1. kese enable kre meta tag description

 google blogger me .. google hme 150 words ka search description deta he jo hmare blog ko google me search hone me  help krta he es se hmare blog ki rank or trafic bhi bdhta he.

search  description enable krne ke liye nimn steps follow kre..

1. blog ke dashboard me jao, setting>>search preferance 
 
2. meta tag ko edit krne pr ek box khulta he.... jisme aapko apne blog ke bare me 150 words likhne hote he ..  save kr dijiye

2. post ka search description kese add kre janiye...