SEO KYA HOTA HE ?
SEO ka pura nam search engine optimization he..
seo ek google ki servic he .. jisme website or website ki hr ek post ka most part search hota he.
jb aap kuch bhi google me search krte he to .. google ek second se km smy me hjaro result deti he or sara result aapke dwara google serach me dale gye words pe depend krta he..
1st page me aapko puri jankari mil jati he... becoz usme sare words ekdm correctly match hote he..
ye sara SEO ka kmal he...
seo se hmari website ki traffic bdhti he..
TYPE OF SEO
1. BLACKHATE SEO
blackhate seo hmare liye jyada upyogi nhi kyoki ye seo ke rules ke khilaf serch krta he.
jb aap google search me bahut sare words dalenge to ye serch engine ko alg result deta he or user ko alg result deta he....balckhate hmari site ko kuch dino ke liye hi trafic deta he.. so blackhate hmare liye upyogi nhi he,
2 WHITEHATE SEO
whitehate seo google seo ke rules ke sath kam krta he... esme hmari web site google me search dhire dhire hoti he...pr eske koi nukshan nhi he ... whitehate krte smy hm seo ke sare rules ki palna krte he.. esliye hme whitehate seo hi apnana chahiye
seo searching time
SEO me post search pehle dhire dhire krta he .. fir trafic bdhne pr search speed bhi bdhti he..
seo me hmari post, website, blog, article ki search speed bdhane ke liye hme mehnt bhi krni hogi..
SEO me search speed bdhane ke liye hme onpage or off page kam krna hota he
ONPAGE WORK
ONPAGE me hm tb work krte he jb hm site pr online hote he..
ex. meta tag , heading, add links etc.
OFFPAGE WORK
onpage ke alawa jo kam hota he.. jo hm site se bahr krte he.. seo ka bahut sara kam hm offpage hoke krte he.
jese. article writing .. comments etc
No comments:
Post a Comment